|
| Taarif to sabhi karte hain mere sms ki, Magar sms ka jawab koi nahi deta,Hum to sabhi ko roz yaad karte hain, Par humein kabhi koi yaad hi nahi karta. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Zakhm gahare nahi is dil ke, dard mein is kadar mithas na thi. Ye unki hi meherbani hai varna, zindagi is kadar udas na thi |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Ajab si bekarari hai, Din bhi bhaari tha raat bhi bhaari hai, Agar mera dil todna hai to shauq se todiye, Kyonki cheez ye hamari nahi tumhari hai. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Muskurati palko se ashk gir jate hain, aap kya jano kahan se hamare gam ate hain, Aj bhi hum us mod pe khade hai jaha, Apne kaha tha thehro hum abhi aate hain. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Betab tamanao ki kasak rehne do, Manzil ko pane ki lalak rehne do; Aap bhale hi raho dur nazro se, Par band aankho mein apni jalak rehne do |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Duniya badal jayegi, tum n badalna, Mushkilo me ho jab bhi, yad hume kar lena.Mange bhi apse to kya mange? Dena kuch chaho to bas Muskura dena. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Is kadar na har baat yaron se pucho, jo baat raaz ki ho isharon se pucho, lehro se khelna to samandar ka kaam hai, lagti hai chot kaise kinaro se pucho. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Sun sako to ek kahani hu main. Rakh sako to 1 nishani hu may. Rok na payi jise sari duniya. Woh ek BUND aankh ka PANI hu MAIN... |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,krte byan to mehfl ko rula dete. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Ek pal ka ehsaas bankar aate ho Tum, Dusre hi pal khushbu ki tarah udd jate ho Tum, jaante ho tanhaiyon se darr lagta hai Hume, phir bhi tanha chhod jaate ho |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| aankho ki saza tab tak hai jab tak deedar na ho, dil ki saza tab tak hai jab tak yaar na ho, ye zindagi bhi ek saza hai jab tak aapse mulakat na ho. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Kuch pal hote hai, Kuch pal ke liye,ji le enhe hum her pal ke liye. ye wakt to ret ki tarah fissal jayega,de jayegi yadien umar bhar k liye. |
Send To Friend Submitted By:balaram |
| Baat aisi kaho k jazbaat kam na ho, Khayalat aise hon k kabhi gham na ho, Dil k konne main itni si jagah rakhna, K khaali khaali sa laage jab hum na hon. |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Nazar andaz kaise kare aapko, Nazron main bithaya hai jo aapko, Yaad aane par royien bhi to kaise, darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko! |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Mere dil ki yahi aarzo hai sada muskurate raho Fasle kam karo mohabat badhate raho, Raat kaali ho to gum na karna, Ek sitara ban kar duniya may jagmagate rho |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Ashq Mile To Pee Lete Hain, Aap Kahe To Mar Jayen Hum, Aap Kahe To Jee Lete Hain, Hum To Hain Un Phoolon Jaise, Jo Kaaton Main Bhi Jee Lete Hain. |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, tab tab unko mera khayal aaya hoga, gum ye nahi hai ki woh bhool gayae humko, gum yeh hai ki jane kiske liye bhulaya hoga!! |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Barsa Do Saare Baadal Suraj Par, Uski Aag Jara Bhi Kam Na Hogi Pila Do Mehkhane Ki Saari Sharab Hum Ko, Gam Ki Aag Jara Bhi Kam Na Hogi |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Rasmo riwajo ki jo parwah karte hai, Pyar mein wo log gunah karte hai, Ishq woh janoon hai jisme diwane, Apni khushi se khud ko tabah karte hain. |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Tum aaye zindgi me kahani bankar, tum aaye zindgi me raat ki chandni bankar, Bassa lete hai jinhe hum aankho me wo aksar nikal jate hai aankho se panni bankar |
Send To Friend Submitted By:Balaram |