|
| apan suraj me hoti hai jalana is jami
ko parata hai . mohabbat akhe karati hai tarpana dil ko prta hai |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Chahte the jinhe unke dil badal gaye
samandar gehre the sahil badal gaye
Katal aisa hua tukdo me mera
kabhi badle khanzar to kabhi katil badal gaye |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Pal bhar mein tut jaye wo kasam nahi,
ishq ko bhool jaye wo hum nahi,
tum bewafa ano is baat mein dam nahi,
kyunki hamari wafa bhi kuchh kam nahi ...
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| LADKIYA HOTI HAI NAGIN KI TARAH,
JAB DASTI HAI TAB CHUBAN TAK NAHI HOTI,
PAR AISA ZAHER PHELA JAI HAI KE NAA USKI DAVAA HOTI HAI NA HAI DUAA,
SIRF TADAP TADAP KE MOAAT SAZAA HOTI HAI....
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Zindagi mein bahut baar waqt aisa aayega,
jab tumko chane wala hi tumko rulayegaa,
Magar vishwas rakhna us par,
Akele mein wo tumse kahin jayada aansu bahayega......
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Unhe to fursat nahi hume yaad karne ki
humara waqt guzarta hai unki fariyad karke
wo aaye mere lash pe to kehna
abhi soya hai tujhe yaad karke!!
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| दिल को अब किसी से गिला नहीं।
मन से जो भी चाहा वो मिला नहीं।
बदनसीबी कहूं या बेवफाई वक्त की,
एक दीपक मिला तो पर वो जला नहीं। |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| काश उन्हें चाहने का अरमान न होता।
मैं होश में होके भी अनजान न होता।
ये प्यार न होता किसी पत्थर दिल से,
या फिर कोई पत्थर दिल इंसान न होता।
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| समझा ना सके उनकी बातों को
हम प्यार के नशे में चूर थे
आज समझ में आया
जिसके लिए हम जान छिडकते थे
वो दिल तोडने के लिए मशहूर थे। |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| वो बेवफा हमारा इम्तिहान क्या लेगी
मिलेगी नजरों से नजर तो नजर झुका लेगी
उसे मेरी कब्र पर दिया जलाने को मत भेजना
वो नादान है
रोकर अपनी आंखें खराब कर लेगी। |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Is dil me uske liye itna pyar rahega, k waqt bhi uska gawah rahega, uska pyar pata nahi kiske naseeb me ho'
par ye dil to uski yado ka huqdar rahega' |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Rangne Wale Rang Se Tasveer Badal Dete Hai, Dost Doston Ke Hathon Ki Lakeer Badal Dete Hai, Tumse Mere Aansu Na Badle Gaye, Badalnewale To Taqdeer Badal Dete Hai… |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Dosti hoti hai dilke raaz batane ke liye, hum apni hasti mitade aapko hasaneke ilye, milneki aapko fursat hi nahi, to hum sms karte hai tumhe apni yaad dilane ke liye ,,,, |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| do kadamto sab chal lete hai,
zindgi bhzr ka sath koi nahi nibahata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
tohas kar koi gam na chupata, |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| do kadam to sab chal lete hai,
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata... |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Hazaro Laase dekh kar bhi
aankh unki nam nahi hoti
kaise khate hai ve joothi kasam,
ham se to roti hazam nahi hoti |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| O firak wali main nahi teri firak me,
main to hu uski firak me jo hai teri firak main |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya,
Woh be wafa sehi magar pyaar hum ne kiya,
agar woh chor gya to mat keho bura us ko,
Qasoor uska nhe "Aitebaar" hum ne kiya!!!!!!!!!!! |
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| nazar se pehle nazar baad main,nazar milate nazar ko dekha,nazar mili jo nazar se jake,nazar jhukate nazar ko dekha
|
Send To Friend Submitted By:Balaram |
| three sentence
1.apni girlfriend ki karni chahiye
kadar
2.apni girlfriend ko dena chahiye
time
3.apni girlfriend ko bahut jayada karna chahiye
love |
Send To Friend Submitted By:Balaram |